Asghar ko leke godh mein

advertisement
Asghar ko leke godh mein
Mir Hasan Mir
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Chhe mah ke ghareeb musafir ko sompke
Kehne lage Hussain ye qabre sagheer se
After giving this six month old baby to the
little grave, Imam Hussain said
www.understandingaza.com
Rakhna zara khayaal mere tishnaqaam ka
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Take care of this thirsty child, This is that Ali
who never stayed in a house
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Madar ye ben karti thi dil me he ye kasak
Sughra tumhari god se aaghoshe qabr tak
His mother always cried that I have this guilt
in my heart that from the laps of Sughra to
the darkness of the grave
www.understandingaza.com
Asghar ko mot ne kahin rukne nahin diya
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Death did not let Ali Asghar stop, This is that
Ali who never stayed in a house
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Ma soch ti thi dhal tha he din ho rahi he sham
Jhoole me lot aayega shayad woh tishnaqaam
His mother thought that the sun is setting and its
evening, the thirsty boy would come back into
his cradle
www.understandingaza.com
Lekin ghazab huwa ke woh jhula bhi jalgaya
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
But what a strange sight that even his cradle
got burnt, This is that Ali who never stayed in
a house
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Galiyon me shehre kufa ki bazaare sham me
Shireen ke ghar kabhi kabhi darbare sham me
Sometimes in the alleys sometimes in the city of
Kufa or in the streets of Shaam, Sometimes in
the house of Shireen and sometimes in the court
of Shaam
www.understandingaza.com
Marne ke baad bhi abhi Asgher safar me tha
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Even after Ali Asghar died he was still
travelling, This is that Ali who never stayed in
a house
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Nanhe se sar ko yaas se bas takte rehte the
Phir khun ro ke sayyade sajjad kehte the
Sayyade Sajjad used to hold his head in
despair and would cry and say:
www.understandingaza.com
Mein woh Ali hun jis ka bhara ghar ujar gaya
Ye woh Ali jis ko kabhi ghar nahin mila
I am the Ali whose family was ruined and This
is that Ali who never stayed in a house
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Jane laga watan jo ghareebon ka kaarvan
Mur mur kar kehti jaati thi ek khaali god maan
When the caravan started going towards their
city, the mother whose laps were now empty
kept turning around and saying
www.understandingaza.com
Rakhio sambhal kar ise ay arze nainava
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Oh land of nainawa take care of him because,
This is that Ali who never stayed in a house
www.understandingaza.com
Asghar ko le ke god mein kehti he karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karbala, while taking Asghar in its lap, says:
This is that Ali that never lived in a house
www.understandingaza.com
Dar he ye phir se koi sina par utha na le
Lipta huwa he ab bhi woh seene se baap ke
Out of fear that someone else will put him on
another spear, he is still hugging the chest of
his father,
www.understandingaza.com
Ro ro kehrahi he takallum ye karbala
Ye woh Ali he jis ko kabhi ghar nahin mila
Karabala is still crying and saying, “takallum”

Download