Uploaded by Anup Sahani

Aisi deewangi

advertisement
Aisi deewangi…
Hmm hmm hmm hmm
Dekhi nahin kahin…
Hmm hmm hmm hmm
Maine iss liye…
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine iss liye jane jana deewana
Teraa naam rakh diya
Teraa naam rakh diya
Han naam rakh diya
Teraa naam rakh diya
Meraa naseeb hai
Jo mere yaar ne
Haaske pyar se
Bekhudi mein deewana
Meraa naam rakh diya
Meraa naam rakh diya
Han naam rakh diya
Meraa naam rakh diya
Tune pehli nazar mein sanaam
Mere dil ko churaya
====
Ho tune pehli nazar mein sanaam
Mere dil ko churaya
Huyi duniya se parayi
Tujhe apna banaya
Bina dekhe tujhe
Abb naa aaye karaar
Har ghadi hai mujhe
Aab teraa intezar
Aisi deewangi dekhi nahin kahin
Maine iss liye
Jane jana deewana
Teraa naam rakh diya
Teraa naam rakh diya
Han naam rakh diya
Teraa naam rakh diya
Teri chahat ki chandani
Meri aankho mein bas gayi
=====
Teri chahat ki chandani
Meri aankhon mein bas gayi
Yeh khushbu tere jism ki
Meri sanson mein bas gayi
Tu meri aarju tu hai meri wafa
Zindagi mein kabhi
Abb naa honge juda
Aisi deewanagi dekhi nahin kahin
Maine iss liye
Jane jana deewana
Teraa naam rakh diya
Teraa naam rakh diya
Han naam rakh diya
Teraa naam rakh diya
Mera naseeb hai
Jo mere yaar ne
Haske pyar se
Bekhudi mein deewana
Meraa naam rakh diya
Meraa naam rakh diya
Han naam rakh diya
Meraa naam rakh diya
===
Jane jana deewana
Teraa naam rakh diya…
Download