Har shab Mein tum imam se baatein kiya karo

advertisement
Har shab Mein tum imam se
baatein kiya karo
Shuja Rizvi
understandingaza.com
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
In his loneliness, give him the
condolences of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
He samne imam ke karbobala tamam
Ghaibat mein subho inki guzarti he misle
sham
Sadiyon se ro raha he mera aakhri imam
In the eyes of the Imam is the whole of Karbala
His mornings in occultation, are similar to
shaam
My last Imam has been crying for many years
understandingaza.com
Purse mein jo bhi haq he wohi haq ada
karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Give him all his rightful condolences
In his loneliness, give him the condolences of
Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Ruwe wafa shajar mein mawaddat kali kali
Kauno makaan mein dhoom machado ali
ali
Majlis ho shehr shehr mein matam gali gali
The tree seeded with loyalty will have love in
every flower
Create an uproar in every place with the name
of Ali
Every city should have a Majlis and every alley
should be doing Matam
understandingaza.com
Lekin who taziyat ka fariza ada karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Do everything it takes to offer his right of
condolences
In his loneliness, give him the condolences of
Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Paya na chain kuchh dile zahra ke chain ne
Asghar ki qabr khodi shahe mashreqain ne
Ponchhe he zulfiqar ke aasnu hussain ne
The peace of Zahra (Imam Hussain)
never found peace
The master of the East and West dug the
grave of baby Asghar
Hussain wiped the tears of Zulfiqar
understandingaza.com
Maula ke is jahaad ka kuchh tazkira karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Mention this fight of Hussain
In his loneliness, give him the condolences
of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Bachhi jise ke ankh bhigone nahin diya
Zindan ki zameen pe sone nahin diya
Khul kar kabhi Yazeed ne rone nahin diya
That girl who never got to wet her eyes
She never got to sleep on the floor of the
prison
Yazeed never let her cry openly
understandingaza.com
Unchi sada se bachhi pe girya kiya karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Cry loudly for this little girl
In his loneliness, give him the condolences
of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Guzri he kya ye puchho to chhothe imam
se
Ki ibteda safar ki jo jalte khayam se
Phuphiyon ko leke guzre hein bazaare
sham se
What has befallen, ask the fourth Imam
He started his journey when the tents were
burning
He went with his aunts to the markets of
Shaam
understandingaza.com
Pursa jo do to shaam ka bhi tazkira karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
When you give condolences, talk about
Shaam
In his loneliness, give him the condolences
of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Noke sina pe shah ka sar sham sham sham
Zahra ki betiyon ka safar sham sham sham
Darbar ka woh sathwa dar sham sham
sham
The head of the Imam on the spear head,
Sham sham sham
The journey of the daughters of Zahra,
Sham Sham Sham
The seventh door of the courtyard, Sham
Sham Sham
understandingaza.com
Har subho sham sham ka matam kiya karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Every morning and evening, do the matam
of Sham
In his loneliness, give him the condolences
of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Sadiyon se aarahi he sada shoro shein ki
Gardan jahaan pe kati gayi noore ain ki
Bethi wohi zamin pe ma he hussain ki
These cries have been alive for generations
The place where the neck of Imam was cut
The mother of Hussain is sitting there
understandingaza.com
Qayim raho zaroor ye dil se dua karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Pray for the life of this message
In his loneliness, give him the condolences
of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Nohe qamar likhe to bari baat ye nahin
Makhlooq sabhi sune to bari baat ye nahin
Dunya jo daad de to bari baat ye nahin
It isn’t a big acheivement for Qamar to
write these words
It isn’t a big achievement if all creations
listen to it
It isn’t a big achievement if the world
addresses it
understandingaza.com
Peshe Imame asr bayaan mein ziya karo
Tanhayi mein hussain ka pursa diya karo
Har shab mein tum imam se baatein kiya
karo
Increase the gift of words that you can give
the Imam of the time
In his loneliness, give him the condolences
of Hussain
Talk to the living imam every night
understandingaza.com
Download